New husband wife romantic love shayari

Husband wife best love shayari 2019

Best wife love shayari- Latest romantic shayari for wife,Sweet and lovely romantic sms shayari for wife,Special romantic shayari for wife,Hindi romantic love shayari for wife. Romantic Shayari in Hindi Font, Hindi Romantic Shayari for Lover, New ... GF BF, Lover, Him her, Husband Wife, Latest Romantic Shayri, Love Shayari.

(1) best wife love shayari with image

Jara dekhna mere dil ko aa kar ise hua kya hai,
Paglo ki tarha dhadak raha hai jab se tumne chhua kya hai,
Khuda ke dar par bhi tumhe itna sochta hai
Ki hum bhul jate hai kya namaz or dua kya hai.

Husband wife love shayari
Latest wife love shayari
(2) latest wife love shayari

Meri chahato ka bas itna afsana hai,
Khud ko bhula ke bas tera ho jana hai,
Doobna kar aaj teri ankhon ki gehraiyon me
Pyar kis kis tarha hota hai itna batana hai.
Husband wife love, husband wife love shayari, latest love shayari, wife love shayari,
Best husband wife love shayari

(3) new husband wife love shayari

Koi nhi laga is dil ko aap sa pyara,
Itna khaas itna hamara,
Ho kar zindagi me dakhil hamari
Ban gaya dil ka sahara.
Husband wife love shayari
New husband wife love shayari

(4) heart touching like love shayari

काम से फुर्सत लेकर मुझे थोडा करीब आने दो,
आज मुझे तुम खुद में मिल जाने दो,
ज़िन्दगी में तुम्हारी में जोड़ दूँ एक और हसीन पल
कुछ इस तरह मुझे आज मोहब्बत जताने दो.
Love shayari
Wife love shayari Hindi

(5) most romantic wife love shayari

Har dua me sirf ek tujhe hi managa hai,
Humne dil se wafa se manga hai,
Hum jee nhi payenge ek pal bhi tumhare bina
Bas yhi khe kar to tujhe khuda managa hai.
Best wife love shayari


(6) beautiful wife love shayari

Kitni haseen ho tum,
Kitna khubsurat chehra tumhara hai,
Logo ne kaha hoga tum chaand ka tukda ho
Par hume to lagta hai chaand khud tukda tumhara hai.
Best love shayari


(7) husband wife masti shayari

Thodi shararat aaj ho jane do,
Qareeb Mujhe apne thoda or ho jane do,
Hum dono hi na bacha paye aaj khud ko
Itni mohabbat ki aag lag jane do.

(8) most romantic husband wife love shayari

Kabhi juda na ho paye tujhse tu itna pyar bhar de,
Zindagi mein meri tu apni mohabbat aaj bhar de,
Jata le pyar tu bhi mujhe apni bhaon me le kar,
Fir chahe subha se shaam kar de.

(9) husband wife love feeling shayari

Hamari zindagi hamari saans ban gaye ho tum,
Khubsurat mohabbat ka ehsaas ban gaye ho tum,
Hame jarurt hai saansu se jada tumhari
Kyoki hamrai zindagi ka ek hissa khas ban gaye ho tum.

(10) husband wife dua shayari in Hindi

Kabul ho gai har dua hamari,
Mil jo gai hame chahat tumhari,
Ab nhi chahat hai dil hamar kuch
Jab se mil gai hai isse mohabbat tumhari.

(11) husband wife chatting in Hindi

Bar bar tum ko pareshaan karna acha lagta hai,
Jaan kar bhi har bat se anjaan bana acha lagta hai,
Bas karte raho aap pyar ka ikrar pe ikraar
Isliye sun ke bhi ansuna kar dena acha lagta hai.

💖Latest husband wife love shayari 2019💖

Husband wife love shayari 2019 mein aapka swagat hai aapko hamari yeah husband wife love shayari Pasand aati hai to aap hamari site par apna email address subscribe kar sakte hai ki hum jab jab love shayari hamari site par update karenge to aapko email mil Jayega, thank you for your interest husband wife love shayari.

0 Response to New husband wife romantic love shayari

Post a Comment